Duniya ke sab se bad" /> Duniya ke sab se bad"/>
Makli Hills - Aik aisa maqam jise "Qabristan Ka Shehar" bhi kaha jata hai.
Duniya ke sab se bade qadeem necropolis me se aik, jahan 5 lakh se zyada qabrain, maqbare, aur sufiyon ke asaar mojood hain.
Iss Vlog me main aap ko le chal raha hoon makli ki un sadiyon purani deewaron, naqashi walay maqbaron, aur un raaston par jahan har pathar ek kahani sunata hai. Iss video me dekhein: makli hills ka aerial & close-up tour..